Pages

Monday, 12 November 2012

Avast Antivirus 4.8+Serial Key






Now Create Game Cheats Yourself



Assalam o Alaikum Doston.....

Ab apne Game mein khud Cheat lagaen aur Game ka pura Lutf uthaen.... Istamal karne mein Aasan....



 

Open Hidden Media Player in Win XP

 
Assalam o Alaikum Doston...

Win XP mein 1 Hidden Media Player hota hai Jis k baare mein aksar log nahi jaante.... Usy Open karne k liye Start Bar se Run mein ja kar type karen:

 "mplay32"  aur Enter press karen

Type Alphabet From the Numeric Keys



Assalam o Alaikum....

Num Keys ki Madad se Alphabet type karen. Alt hold karen aur 65 se 90 tak Capital Letters (ABC.....Z) aur 97 se 122 tak type kar k Small Letters (abc.....z) likhen.

Thursday, 8 November 2012

English Guru (3 Books)

Assalam o Alaikum Doston....

Learn to Speak English in 100 Days k baad ab main Aap logon k Liye laaya hun English Guru ka Complete Set (3 Books)

Iski Madad se Aap ko Apni English Behtar karne mein aur bhi Madad milegi.....







 


Thursday, 25 October 2012

Learn to Speak English in 100 Days


Assalam o Alaikum Doston..... Aaj aapke Saath 1 nihayat hi Umda aur Mufeed Book share kar raha hun..... Is Book ki Madad se aap kaafi Had tak apni English mein Sudhaar paida kar sakenge......

Name: Learn to Speak English in 100 Days

Wednesday, 17 October 2012

Notepad World Trade Centre Trick


Kya aap Jante hain k Jo Plane 9/11 ko World Trade Centre ki Buland o Baala Shandar Imaarat se Takraya tha us ka Flight Number Q33N tha....?

Notepad Open karen aur Plane ka Flight Number Type karen i.e Q33N

Font Size 72 karen aur Font Style change kar k Windings karen..... You'll see that..

Remove Your Pc Password


Apne Pc ka Password Remove karen. Apne Current Guest User Account se Login hon aur Start Bar se Run open kar k ye type karen (Without Inverted Comma) :
"lusrmgr.msc"

Ab Users Double par Click karen aur Administrator par Right click kar k Set Password par Click kar den.

Tuesday, 16 October 2012

Unlock Your Password Protected Mobile

Agar aap Apne Mobile ka Security Code bhool gaye hain to Dont Worry......
Neeche diye gaye Link par Click karen aur Apne Mobile k back par Battery k neeche dia gaya
IMEI (International Mobile Equipment Identity) Number Insert kar k apne Set ka Master Code hasil karen



Change Your Sim Network


Apne Current Network se dusre Network par jaane k liye har Network k saamne dia gaya Number Dial karen

Mobilink par aane k liye 0301-2341234
Ufone par aane k liye 0331-2361236
Zong par aane k liye 0314-3334455
Warid par aane k liye 0321-3213211

Speed Up Your Pc


My Computer ki Properties per Click karen
=> Advance
=> Best Performance
=> Ok
Ab apne Pc ko Restart kar k Farq dekhen

Monday, 15 October 2012

Shutdown Your Pc at a Specific Time


Start Bar se Run mein jayen aur Type karen (Without Inverted Comma):

"at 11:35 shutdown -s"

Note: 11:35 ki Jaga apna Choose kiya hua Time likhen

Cancel karne k liye Foran Type karen:

"shutdown -a"